kal wo sapne mein aayi!!! wo jiske saath maine waqt ko pallon mein badalne ke sapne dekhe..jiske naam maine apni har dhadkan aur har saans kar diya tha, wo aayi thi sapnon mein meri bheegi raat aur palkon ko sukooon pahunchane…aye!! chaand main wo shart jeet gaya tujhse, main naaa kehta tha tujhe teri kaali raaton mein ki ek din meri raat zarur roshan hogi uski mehek se….main naaa kehta tha \”naa jaane kab se ummedein kuch baaki hai…\”
